Dil Kare Lyrics - Atif Aslam from Hindi Songs (2017)Song: Dil Kare
Singers: Atif Aslam
Composer: Asad ul hafeez, Atif Aslam, Gumby, Sameer Ahmed, Sarmad
Lyricists: - Atif Aslam
Dil Kare Lyrics - Atif Aslam from Hindi Songs (2017) . This song is Sung by Atif Aslam composed by Asad ul hafeez, Atif Aslam, Gumby, Sameer Ahmed, Sarmad Ghafoor with lyrics penned by Asim Raza.
Dil Kare Lyrics - Atif Aslam
Neend gayi chain gayaSaawan bin rayn gaya
Main jaanu kya hai yeh raaz
Main naate tod aaya
Yaar kahi chod aaya
Bin sargam jaise hon saaz
Neend gayi chain gaya
Saawan bin rayn gaya
Main jaanu kya hai yeh raaz
Par dil kare to kya kare
Par dil kare to kya..(2x)
Mere dil ki raahein
Yoon gumsum veeran hain
Jaise hone bhi naaraaz
Dil unko yaad kare
Raatein barbaad kare
Par kehna paaye ye raaz
Mann kare bhuladoon gilay
Na rahein shikve gilay
Tujhko doon aise awaaz
Par dil kare to kya karay
Par dil kare to kya..(2x)
Thay jin se dil ke waaste
Kyun ban gaye wo faasle
Par dil kare to kya kare
Par dil kare to kya..(3x)
